About Beat Ki Pathshala
Beat Ki Pathshala Mein Aap Beat Making, Music Production, Mixing aur Mastering Practical Way Mein Seekh Sakte Hain. Chahe Aap Beginner Ho ya apne Sound ko Next Level par le jana chahte ho, yahan se apni Music Journey shuru karo.
Beat Ki Pathshala ko Rohit Ji chalate hain. YouTube par woh 2020 se Xpand Entertainment channel par Bhojpuri music production, FL Studio aur Cubase, vocal processing aur mixing-mastering ke videos share kar rahe hain, aur Beat Ki Pathshala channel par Cubase 15 mein Bhojpuri, bhakti aur Chhath songs ke vocal mixing sessions.